Thursday, November 22, 2012

Mind: The Pandora's Box


Mind: The Pandora's Box
Copyright © SHRAVANI MUKHERJEE
Most intriguing is ones mind
Travels faster than light!
Chooses its wrongs
And believes its rights
Questions and doubts are its favourite child
Once calm as a sea, can go all wild like the tide
Knows not whether to rule over or benevolently abide
Fights an eternal battle with the heart
Curious database with logical rhymes
Yet again imagination, fancies have all here a start
Good, weird, wicked, artistic...call what you may
Its one pandora’s box , very unpredictable  in every way!

Couplet#3


Couplet # 3
Copyright © SHRAVANI MUKHERJEE

Inkaar ki gunjayish hi kahaan
Jab tak daastaan-e-dil karoon na bayaan
Zanjeerein ya deewarein kya roke mujhe
Khudi se range thhe jo khatoot-e-khwaab!

Murjhaye huye khwaaabon ka gulistaan
Suna bada, pada hai viraan
Kahaan use samjha thha khuda
Miraaj paas aayi to dikha ek aam insaan

Bewafaa unhe kya kahein...
Jab wafa-e-mohabbat khud kara na izhaar
Waqt ne sunayi saza-e-maut uss khwahish ko
Jisse kabhi mila hi nahin makaanm

Kisi manzil se kyun baandhe dor khwahishon ki?
Kyun chale peeche chhoote raahon par
Nayi raaston ke talaash mein hai nigaahein ab
Mil jaaye Khuda to jahaan ho ikhtiyaar-e-roshan